Mana Abhi Ho Kamsin Aur Nadan Ho Tum Lyrics | Jawaani | Amit Kumar | R D Burman

Mana Abhi Ho Kamsin Aur Nadan Ho Tum Lyrics | Jawaani | Amit Kumar | R D Burman

Jane jaaa jane jaaa mana abhi ho kamsin
Mana abhi ho kamsin aur nadan ho tum
Lekin ek javan dil ka arman ho tum
Mana abhi ho kamsin
Mana abhi ho kamsin
Aur nadan ho tum lekin ek javan dil ka arman ho tum

Jis din aa jaogi pyar ki raaho me
Uss din duniya hogi meri baaho me
Jis din aa jaogi pyar ki raaho me
Uss din duniya hogi meri baaho me
Are pyar ki raaho se anjaan ho tum

Mana abhi ho kamsin
Mana abhi ho kamsin
Aur nadan ho tum lekin ek javan dil ka arman ho tum
Mana abhi ho kamsin
Bachpan ke khilne se jawani aati hai
Banwara aa jaye kali muskati hai
Bachpan ke khilne se jawani aati hai
Banwara aa jaye kali muskati hai
Gulshan me ek aisi hi muskaan ho tum

Mana abhi ho kamsin
Mana abhi ho kamsin
Aur nadan ho tum
Lekin ek javan dil ka arman ho tum
Mana abhi ho kamsin
Mana abhi ho kamsin

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *