Jo Naari Tujhe Bhakti Se Pukarti Lyrics | Shiv Bhakta | Geeta Dutt | Chitragupt

Jo Naari Tujhe Bhakti Se Pukarti Lyrics | Shiv Bhakta | Geeta Dutt | Chitragupt

Jo nari tujhe bhakti se pukarti
Maa gauri use par tu utarti
Ho maa gauri use par tu utarti
Jo nari tujhe bhakti se pukarti
Maa gauri use par tu utarti
Ho maa gauri use par tu utarti

Kuch na kamna ho kuch na mangna
Jag me mera pal hai maiya teri prarthna
Ho maiya teri prarthna
Jo nari tujhe man me nit niharti
Maa gauri use par tu utarti
Ho maa gauri use par tu utarti

Dunia tumhari tum ho hamari
Khush hai tere raz me raja bikhari
Ho maiya raja bikhari
Jo nari tumhare charan pakharti
Maa gauri use par tu utarti
Ho maa gauri use par tu utarti

Phul chadau deep jalau
Bhakti bhari aarti tujhko dikhau
Ho maiya tujhko dikhau
Jo nari teri aarti utarti
Maa gauri use par tu utarti
Ho maa gauri use par tu utarti
Jo nari tujhe bhakti se pukarti
Maa gauri use par tu utarti
Ho maa gauri use par tu utarti

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *