Kar de jara ishara
Tere naam ka sahara
Tere naam ka sahara
Kar de jara ishara
Tere naam ka sahara
Tere naam ka sahara
Chhayi huyi siyahi
Bhatka hua hai raahi
Sar par khadi tabahi
Chhayi huyi siyahi
Bhatka hua hai raahi
Sar par khadi tabahi
Teri raza se chamke
Duba hua sitara
Tere naam ka sahara
Anjaam zindagi ka
Dil ko dara raha hai
Tufan aa raha hai
Anjaam zindagi ka
Dil ko dara raha hai
Tufan aa raha hai
Tu hi use bacha le
Duniya ne jisko mara
Tere naam ka sahara
Kar de jara ishara
Tere naam ka sahara
Tere naam ka sahara

