Kante Banenge Kaliya Kante Se Khelta Ja Lyrics | Hamari Mazil | Mohammed Rafi, Geeta Dutt | Husnlal Bhagatram

Kante Banenge Kaliya Kante Se Khelta Ja Lyrics | Hamari Mazil | Mohammed Rafi, Geeta Dutt | Husnlal Bhagatram

Andhere se na dar taro ki mahfil dhundne wale
Na ghabra rah ke kato se manzil dhundne wale

Kante banenge kaliya
Kate banenge kaliya
Kato se khelta ja
Kato se khelta ja
Mil jayega kinara tufan jhelta ja
Tufan jhelta ja

Choti si ek thokar tujhko dara rahi hai
Sun to sahi kahi se aawaz aa rahi hai
Kate banenge kaliya
Kato se khelta ja
Mil jayega kinara tufan jhelta ja
Tufan jhelta ja

Khushiyo ki aarzu hai gum bhi gale lagale
Dil ke hue hai tukde phir bhi tu muskurale
Kate banenge kaliya kato se khelta ja
Mil jayga kinara tufan jhelta ja
Tufan jhelta ja

Hare hue sipahi dunia se dar na jana
Ek roz hoga teri thokar me ye zamana
Kate banenge kaliya
Kate banenge kaliya
Kato se khelta ja
Kato se khelta ja
Mil jayega kinara tufan jhelta ja
Tufan jhelta ja

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *