Mere Mahabub Naa Ja Lyrics | Noor Mahal | Suman Kalyanpur | Jaani Babu Qawwal

Mere Mahabub Naa Ja Lyrics | Noor Mahal | Suman Kalyanpur | Jaani Babu Qawwal

Mere mehbub na ja
Na ja
Na ja
Mere mehbub na ja
Aaj ki raat na ja
Hone wali hai sahar
Thodi der aur thahar
Mere mehbub na ja
Aaj ki raat na ja
Hone wali hai sahar
Thodi der aur thahar
Mere mehbub na ja

Dekh kitana hasin mausam hai
Har taraf ek ajib aalam hai
Jare iss tarah aaj nikhare hain
Jaise taare jamin pe bikhare hain
Jaise taare jamin pe bikhare hain
Mere mehbub na ja
Aaj ki raat na ja

Aa aa
Maine kaate hain intjaar ke din
Tab kahi aaye hain bahaar ke din
Yu na ja dil ki shama gul kar ke
Abhi dekha nahi hai jee bhar ke
Abhi dekha nahi hai jee bhar ke
Mere mehbub na ja

Jabse julfo ki chhanv payi hai
Bekarari ko nind aayi hai
Iss kayamat ko yuhi sone de
Raat dhalne de subah hone de
Raat dhalne de subah hone de
Mere mehbub na ja
Aaj ki raat na ja
Mere mehbub na ja
Aaj ki raat na ja

Iss tarah pher kar najar mujhse
Dur jayega tu agar mujhse
Chandni se bhi aag barsegi
Shama bhi roshni ko tarsegi
Shama bhi roshni ko tarsegi
Mere mehbub na ja
Aaj ki raat na ja
Mere mehbub na ja
Aaj ki raat na ja

Dhadkano me yahi tarane hain
Tere rukane ke sau bahane hain
Mere dil ki jara sada sun le
Pyasi najaro ki iltaja sun le
Pyasi najaro ki iltaja sun le
Mere mehbub na ja
Aaj ki raat na ja
Hone wali hai sahar
Thodi der aur thahar
Mere mehbub na ja
Aaj ki raat na ja
Hone wali hai sahar
Thodi der aur thahar
Mere mehbub na ja

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *