Mujhe Puchhne Ka Yeh Haq (Male) Lyrics | Naari | Kishore Kumar | Shankar Jaikishan

Mujhe Puchhne Ka Yeh Haq (Male) Lyrics | Naari | Kishore Kumar | Shankar Jaikishan

??mujhe puche ka ye haq to nahi hai
Magar jane kyu puchna chahta hu
Mujhe puche ka ye haq to nahi hai
Magar jane kyu puchna chahta hu
Magar jane kyu puchna chahta hu

Tera nam kya hai tu rahti kaha hai
Tera hath mai thamna chahta hu
Tera hath mai thamna chahta hu
Mujhe puchne ka

Achanak mile hai anokhi jagah pe
Na jane ye kaisi mulakat hogi
Tumhare mere jindagi ke safar me
Kaha din dhalega kaha raat hogi
Mujhe puche ka ye haq to nahi hai
Magar jane kyu puchna chahta hu
Tera naam kya hai tu rahti kaha hai
Tera hath mai thamna chahta hu
Mujhe puchne ka

Kayi rup dekhe hai meri najar ne
Magar na koi bhi najar me samaya
Tumhe dekhte hi sanso me meri
Dhadkan ki dhun pe naya geet gaya
Mujhe puche ka ye haq to nahi hai
Magar jane kyu puchna chahta hu
Tera nam kya hai tu rahti kaha hai
Tera hath mai thamna chahta hu
Mujhe puchne ka

Kabhi bekarari sataye jo mujhko
Tere ghar ke charo taraf ghum lunga
Bhatakne lagunga agar zindagi me
Mai jhuk kar tumhare kadam chum lunga
Mujhe puche ka ye haq to nahi hai
Magar jane kyu puchna chahta hu
Tera nam kya hai tu rahti kaha hai
Tera hath mai thamna chahta hu
Mujhe puchne ka

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *