Do Sadiyo Ke Sangam Par Milne Aaye Hain Lyrics | Gaja Gamini | Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy | Bhupen Hazarika

Do Sadiyo Ke Sangam Par Milne Aaye Hain Lyrics | Gaja Gamini | Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy | Bhupen Hazarika

Do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
Do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
Do sadiyo ke sangam par milne aaye hain

Ek sadee kee shyam jahan par
Ek sadee kaa wahee savera
Samay naa dale kahee bhee dera
Ek samay lekin do sadiya do sadiya
Ek samay lekin do sadiya do sadiya

Do sadiyo ke bich uthi do sadiyo ke bich uthi
Ehsas kee ek divar ehsas kee ek divar
Is divar ke pichhe jake is divar ke pichhe jake
Bhesh badalta ye samay bhesh badalta ye samay
Kya karta hai shringar
Do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
Do sadiyo ke sangam par milne aaye hain

Ek sadee kee shyam jahan par
Ek sadee kaa wahee savera
Samay naa dale kahee bhee dera
Ek samay lekin do sadiya do sadiya
Ek samay lekin do sadiya do sadiya

Nile rang ke iss davan me
Kitne sukun bhare lamhe hai
Nile nile rang me ruh ke sare git ghule hain
Surkhee jaise garam lahu hai chhalak sharab hai surkhi
Surkhee taja jakhm jaise khilta gulab hai surkhi
Jism me behtee sarkhi surkhi ruh ke sare nile nagme

Do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
Do sadiyo ke sangam par milne aaye hain
Ek sadee kee shyam jahan par
Ek sadee kaa wahee savera
Samay naa dale kahee bhee dera
Ek samay lekin do sadiya do sadiya
Ek samay lekin do sadiya do sadiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *