Sur Ki Gati Main Kya Janu Lyrics | Aarti And Bhajan | Mukesh | Naresh Bhattacharya

Sur Ki Gati Main Kya Janu Lyrics | Aarti And Bhajan | Mukesh | Naresh Bhattacharya

??sur ki gati main kya janu
Ek bhajan karna janu
Sur ki gati main kya janu
Ek bhajan karna janu

Arth bhajan ka bhi ati gehra
Usko bhi main kya janu
Arth bhajan ka bhi ati gehra
Usko bhi main kya janu
Prabhu prabhu prabhu karna janu
Prabhu prabhu prabhu karna janu
Naina jal bharna janu
Sur ki gati main kya janu

Gun gaye
Gun gaye
Prabhu nyay na chhode
Fir kyon tum gun gaate ho
Fir kyon tum gun gaate ho
Main bola main prem deewana
Main bola main prem deewana
Itni baaten kya janu
Sur ki gati main kya janu
Ek bhajan karna janu
Sur ki gati main kya janu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *