Aur Kitne Gham Uthaye Aadmi Lyrics | Jyot Jale | Mukesh | Basant Prakash

Aur Kitne Gham Uthaye Aadmi Lyrics | Jyot Jale | Mukesh | Basant Prakash

Aur kitne gham uthaye aadmi
Kyun jeeye jab jee na paye aadmi
Aur kitne gham uthaye aadmi

Raah bhule jab musafir samne tufan aaye
Har kadam ke sath manzil aur usse dur jaye
Dur jaye
Tut kar kyun gir na jaye aadmi
Kyun jeeye jab jee na paye aadmi
Aur kitne gham uthaye aadmi
Kyun jeeye jab jee na paye aadmi
Aur kitne gham

Ek sapne ke liye is zindagi ko vaar baithe
Daav par sab kuch lagaya aur bazi haar baithe
Haar baithe
Dard ye kisko sunaye aadmi
Kyun jeeye jab jee na paye aadmi
Aur kitne gham uthaye aadmi
Kyun jeeye jab jee na paye aadmi
Aur kitne gham uthaye aadmi
Kyun jeeye jab jee na paye aadmi
Aur kitne gham uthaye aadmi
Kyun jeeye jab jee na paye aadmi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *