Mai Hu Miss Lali Kaliyo Ki Dhali Lyrics | Oh Tera Kya Kehna | Suman Kalyanpur | Kalyanji Veerji Shah

Mai Hu Miss Lali Kaliyo Ki Dhali Lyrics | Oh Tera Kya Kehna | Suman Kalyanpur | Kalyanji Veerji Shah

Main hu miss lali kaliyo ki daali
Dekho nahi dena jhatka
Mai hu miss lali kaliyo ki daali
Dekho nahi dena jhatka
Jalima ja ja ja balma ja ja ja
Jalima ja balma ja mai hu miss lali
Kaliyo ki daali dekho nahi dena jhatka
Jalima ja ja ja balma ja ja ja
Jalima ja balma ja

Maru najar ka nishana dekho ji dil ko bachana
Masti bhara hai jamana babul to hai mere ghesu
Maru najar ka nishana dekho ji dil ko bachana
Masti bhara hai jamana babul to hai mere ghesu
Mai hu miss lali kaliyo ki daali
Dekho nahi dena jhatka jalima ja ja ja
Balma ja ja ja jalima ja balma ja

Karke anokha ishara chanda ko niche utara
Vo bhi hua fir hamara us par kiya aisa jadu
Karke anokha ishara chanda ko niche uthara
Vo bhi hua fir hamara us par kiya iasa jadu
Mai hu miss lali kaliyo ki daali
Dekho nahi dena jhatka mai hu miss lali
Kaliyo ki daali dekho nahi dena jhatka
Jalima ja ja ja balma ja ja ja
Jalima ja balma ja mai hu miss lali
Kaliyo ki daali dekho nahi dena jhatka

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *