Din Ho Ya Raat Tu Pyar Kiye Jaa Lyrics | Wardat | Annette Pinto | Bappi Lahiri

Maka sahi maka sahi ram pam go maka sahi maka sahi ram pam go

Maka sahi maka sahi ram pam go

Mera dil mujhse yahi kahta hai tumhe pahle bhi kahi dekha hai
Jaise koi bhula hua rista hai tabhi to maine tumhe roka hai
Jiwan pyar bina fika hai maine to dunia se yahi sikha hai kya
Din ho ya raat tu pyar kiye jaa jina hai to bindas jiye ja

Mana hum ajnabi hai mile abhi abhi hai to kya hua
Dekho meri ankho me tumko dikhega apna hi chehra
Mana hum ajnabi hai mile abhi abhi hai to kya hua
Dekho meri ankho me tumko dikhega apna hi chehra to phir
Din ho ya raat ho tu pyar kiye jaa jina hai to bindas jiye ja
Din ho ya raat ho tu pyar kiye jaa jina hai to bindas jiye ja
Mera dil mujhse yahi kahta hai tumhe pahle bhi kahi dekha hai
Jaise koi bhula hua rista hai tabhi to maine tumhe roka hai

Dunia jab se bani hai pyar wahi hai badle hai log
Pagal karke hi chhod e badta hi jaye aisa hai rog
Dunia jab se bani hai pyar wahi hai badle hai log
Pagal karke hi chhod e badta hi jaye aisa hai rog to phir
Din ho ya raat ho tu pyar kiye jaa jina hai to bindas jiye ja
Din ho ya raat ho tu pyar kiye jaa jina hai to bindas jiye ja
Mera dil mujhse yahi kahta hai tumhe pahle bhi kahi dekha hai
Jaise koi bhula hua rista hai tabhi to maine tumhe roka hai

Jiwan pyar bina fika hai maine to dunia se yahi sikha hai kya
Din ho ya raat ho tu pyar kiye jaa jina hai to bindas jiye ja
Din ho ya raat ho tu pyar kiye jaa jina hai to bindas jiye ja
Mera dil mujhse yahi kahta hai tumhe pahle bhi kahi dekha hai
Maka sahi maka sahi ram pam go maka sahi maka sahi ram pam go
Maka sahi maka sahi ram pam go maka sahi maka sahi ram pam go
Maka sahi maka sahi ram pam go maka sahi maka sahi ram pam go
Maka sahi maka sahi ram pam go

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *