Pawan Basanti Bahne Lagi Lyrics | Kayda Kanoon | Suresh Wadkar, Sadhana Sargam | Anand Milind

Pawan basanti bahne lagi man madhuban se kahne lagi

Khushbu churaye mahake nazare
Pyar ka mausam layi bahar pawan basanti bahne lagi
Man madhuban se kahne lagi

Kaliyo ke tarano pe bhanwre gungunate hai
Pyasi sans ki vina ke sur ko chhed jate hai

Koyal git gati hai duniya ko sunati hai
Khoyi dhadkano me prit ki sargam jagati hai
Ujde chaman me aaj nahi kal sath khilenge phul hajar
Pawan basanti bahne lagi man madhuban se kahne lagi
Khushbu churaye mahake nazare
Pyar ka mausam layi bahar
O pawan basanti bahne lagi man madhuban se kahne lagi

Naino ke kharondo me sapno ka basera hai
Gam ki rat ke pichhe ummido ka sawera hai

Andar ke parinde to pinjara tod jate hai
Khushiyo ke darkhsto se wo nata jod jate hai
Jaldi milegi manjil teri aise na rahi himmat har
Pawan basanti bahne lagi man madhuban se kahne lagi
Khushbu churaye mahake nazare
Pyar ka mausam layi bahar
Pawan basanti bahne lagi man madhuban se kahne lagi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *