Andekhi hai anjani hai
Phir bhi wo jani pehchani hai
Khwabo ki wo rani hai
Meri mehbooba
Khwabo ki wo rani hai
Meri mehbooba
Mehbooba
Mehbooba
Andekhi hai anjani hai
Phir bhi wo jani pehchani hai
Khwabo ki wo rani hai
Meri mehbooba
Khwabo ki wo rani hai
Meri mehbooba
Ye kahne mai aaya hu
Ye kah ke mai chala jaunga
Ye kahne mai aaya hu
Ye kah ke mai chala jaunga
Kahegi to ji lunga
Kahegi to mar jaunga
Kya tera bhi hai haal yahi
Tu bhi meri diwani hai
Khwabo ki wo rani hai
Meri mehbooba
Khwabo ki wo rani hai
Meri mehbooba
Khwabo se nikal ke aa
Meri sanso pe chalke aa
Ke mai mehboob hu tera
Tu mere pas machalke aa
Ke mai mehboob hu tera
Tu mere pas machalke aa
Maine kitne rat jage kiye
Ab teri nind churani hai
Khwabo ki wo rani hai
Meri mehbooba
Khwabo ki wo rani hai
Meri mehbooba
Andekhi hai anjani hai
Phir bhi wo jani pehchani hai
Khwaabo ki woh rani hai
Ankahi hui
Ansuni hui anlikhi ye prem kahani hai
Khwaabo ki wo rani hai
Meri mehbooba
Mehbooba
Mehbooba

