Yahan Jo Jhooth Bolega, Wohi Noto Se Khelega Lyrics | Sara Jahan Hamara | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Babul

Yahan Jo Jhooth Bolega, Wohi Noto Se Khelega Lyrics | Sara Jahan Hamara | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Babul

Yaha jo jhuth bolega wahi noto se khelega
Ari ari sun le laila o ho sun le laila o ho sun le laila
Khulegi ek din chori wo fir juto se khelega
Aayega khub maja sun le majnu ke chacha
Sunle majnu ke chacha
Yaha jo jhuth bolega wahi noto se khelega

Ye ek kagaj ka tukda hai magar isme jamana hai
Magar isme jamana hai ye jiske pas bhi hoga
Wohi sabse sayana hai wohi sabse sayana hai
Kisi ka pyar jitega kisi ke dil ko le lega
Kisi ke dil ko le lega ari ari sun le laila
Ho ho sun le laila aa ha ha sun le laila
Yaha jo jhuth bolega wahi noto se khelega

Mohabbat bhi o diwane kabhi noto se milti hai
Kabhi noto se milti hai
Ye najuk kali to
Aankho hi aankho me khilti hai
Aji aankho me khilti hai jo dega dil ke badle dil
Wohi kaliyo se khelega wohi kaliyo se khelega
Aayega khub maja sun le majnu ke chacha
Sunle majnu ke chacha
Khulegi ek din chori jo fir juto se khelega

Karunga ek din kaayaal
Tujhe apne usulo se tujhe apne uasulo se
Khushbu aa nahi sakti kabhi kagaj ke phulo se
Kabhi kagaj ke phulo se jo kate boyega dunia me
Wahi kato se khelega wahi kato se khelega
Aayega khub maja sunle majnu ke chacha
Sunle majnu ke chacha
Khulegi ek din chori jo fir juto se khelega

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *