Chanda Tale Muskuraye Jawaniya Lyrics | Chandi Rani | P Bhanumathi, Talat Mahmood | C R Subbaraman M S Viswanathan

Chanda Tale Muskuraye Jawaniya Lyrics | Chandi Rani | P Bhanumathi, Talat Mahmood | C R Subbaraman M S Viswanathan

Chanda tale o
Chanda tale o
Chanda tale muskuraye jawaniya
Chanda tale muskuraye jawaniya
Chanda tale muskuraye jawaniya
Hotho pe aa gayi dil ki kahaniya
Hotho pe aa gayi dil ki kahaniya
Chanda tale o chanda tale
Muskuraye jawaniya

Dil ka fasana kaha bhi na jaye
Kahe bina hamse raha bhi na jaye
Bha gayi teri nadaniya ho nadaniya
Chanda tale muskuraye jawaniya
Hotho pe aa gayi dil ki kahaniya
Chanda tale o chanda tale
Muskuraye jawaniya

Pahli wafaye pahli bahar hai
Koi bata de kaisa ye pyar hai
Taro ke jaise kaaba le aao
Kaaba le aao
Chanda tale muskraye jawaniya
Hotho pe aa gayi dil ki kahaniya
Chanda tale o chanda tale
Muskuraye jawaniya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *