Halki Halki Sard Hawa Lyrics | Bombay Ka Chor | Kishore Kumar | Ravi

Halki Halki Sard Hawa Lyrics | Bombay Ka Chor | Kishore Kumar | Ravi

Halki halki sard hawa dil matwala jhoom raha
Mausam bhi hai sathi bhi hai
O diwane saaj utha
Halki halki sard hawa dil matwala jhoom raha
Mausam bhi hai sathi bhi hai
O diwane saaj utha
Halki halki sard hawa dil matwala jhum raha

Raks ke badal chha jaye
Nagamon ki barsate hon
Ishq bhare afsane ho
Husn bhari kuchh bate hon
Raks ke badal chha jaye
Nagamo ki barsaten hon
Ishq bhare afsane hon
Husan bhari kuch baatein hon
Kehta ja sharmata ja
Apni dhun mein gata ja
Mausam bhi hai sathi bhi hai
O diwane saaj utha
Halki halki sard hawa dil matwala jhoom raha
Mausam bhi hai sathi bhi hai
O diwane saaj utha
Halki halki sard hawa dil matwala jhoom raha

Aaj bahare teri hain
Phool hain teri raahon mein
Raat pe tera kabu hai
Chand hai teri baahon mein
Aaj bahare teri hai
Phool hai teri raahon mein
Raat pe tera kabu hai
Chand hai teri baahon mein
Rang udaya dhum macha
Bhag jamana hai tera
Mausam bhi hai sathi bhi hai
O diwane saaj utha
Halki halki sard hawa dil matwala jhoom raha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *