Tumhare Bin Gujare Hain Kayi Din Lyrics | Aatmaram | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Tumhare Bin Gujare Hain Kayi Din Lyrics | Aatmaram | Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Tumhare bin gujaare hai kai din
Ab na gujarenge
Tumhare bin gujaare hai kai din
Ab na gujarenge
Jo dil me aa gayi hai aaj
Hum vo kar hi gujarenge

Khabar kya thi ki apne bhi
Sitare aise bigadenge
Khabar kya thi ki apne bhi
Sitare aise bigadenge
Ki jo puja ke kabil hai
Wahi log rang badalenge
Tumhare bin gujaare hai kai din
Ab na gujarenge

Tumhari ek na manenge
Karenge aaj man mani
Bahut tarsaya hai tumne
Nahi ab aur tarsenge
Sataya to nahi karte
Kabhi kismat ke maro ko
Kisi ki jaan jayegi
Kisi ke arman nikalenge
Tumhare bin gujare hai kai din
Ab na gujarenge
Jo dil me aa gayi hai aaj
Hum vo kar hi gujarenge
Tumhare bin gujare hai kai din
Ab na gujarenge

Manaya tumko kitni baar
Lekin tum nahi mane
To ab majbur hokar hum
Shararat per bhi utrenge
Hakikat kya hai
Ye pahle bata dete to acha tha
Khud apne jaal se hi hum
Na jaane kaise hum nikalenge
Tumhare bin gujaare hai kai din
Ab na gujarenge

Kayi din baad fir ye saaj
Ye singaar paya hai
Nahi malum tha ki aap yu
Inkar kar denge
Tumhe kaise bataye
Kya humare sath gujari hai
Tumhare khwab tutenge
Agar sach baat kah de
Tumhare bin gujaare hai kai din
Ab na gujarenge
Jo dil me aa gayi hai aaj
Hum vo kar hi gujarenge
Tumhare bin gujaare hai kai din
Ab na gujarenge
Jo dil me aa gayi hai aaj
Hum vo kar hi gujarenge
Tumhare bin gujaare hai kai din
Ab na gujarenge

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *