Yeh Khushi Ka Sama, Zindagi Hai Jawan Lyrics | Diwali Ki Raat | Talat Mahmood | Snehal Bhatkar

Yeh Khushi Ka Sama, Zindagi Hai Jawan Lyrics | Diwali Ki Raat | Talat Mahmood | Snehal Bhatkar

Yeh khushi ka sama
Jindagi hai jawan
Aa nigahe milake to dekh
Kah rahi hai fija
Do ghadi musakara
Dil ki duniya basa ke to dekh

Mausam naya aa gaya
Lekar fasane naye
Kehti hai yeh bekudi
Ga le tarane naye
Kehti hai yeh bekudi
Ga le tarane naye

Aankho se masti luta
Dil ko machalana sikha
Aankho se masti luta
Dil ko machalana sikha
Dil ki khushi ke liye
Duniya ko too bhul ja

Yeh khushi ka saman
Jindagi hai jawan
Aa nigahe mila ke to dekh
Kah rahi hai fija
Do ghadi musakara
Dil ki duniya basa ke to dekh

Ulfat ki raho me aa
Daman ko rangin bana
Ulfat ki raho me aa
Daman ko rangin bana
Dil ke jahan ko badal
Apna mukaddar jaga

Yeh khushi ka saman
Jindagi hai jawan
Aa nigahe mila ke to dekh
Kah rahi hai fija
Do ghadi musakara
Dil ki duniya basa ke to dekh

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *