Jaye kaha bachke koi
Bachke koi jaye kaha
Hai ye gunha hoga sansar
Julm ki aag jal rahi kaisi ye lut yaha waha
Jaye kaha bolo is paar ya us paar
Is paar ya us paar
Gulshan chup chhayi virani
Suni manjar kehta kahani
Gulshan chup chhayi virani
Suni manjar kehta kahani
Nafrat ki aandhi paap ka samandar
Insaniyat nahi hai aadmi ke andar
Aadmi hi aadmi ke hai yaha pe julmo ka shikar
Julm ki aag jal rahi kaisi ye lut yaha waha
Jaye kaha bolo is paar ya us paar
Is paar ya us paar
Behte aansu kaun ye puchhe
Hai ye moti kaun ye soche
Behte aansu kaun ye puchhe
Hai ye moti kaun ye soche
Aachal hai suna
Mamta roti
Chhin li kisne aankho ki jyoti
Kisase kahe
Kaun sune hai ye lutero ka bazar
Julm ki aag jal rahi kaisi ye lut yaha waha
Jaye kaha bolo is paar ya us paar
Is paar ya us paar
Samay ki dhara
Lehre tufani pehni hui yaade purani
Samay ki dhara
Lehre tufani pehni hui yaade purani
Pyar ke mausam sapno mein kho gaye
Dard ke rishte apno se ho gaye
Jiye koi kaise yaha
Ho jaha na rishto ka aadhar
Julm ki aag jal rahi kaisi ye lut yaha waha
Jaye kaha bolo is paar ya us paar
Is paar ya us paar
Jaye kaha bachke koi
Bachke koi jaye kaha
Hai ye gunha hoga sansar
Julm ki aag jal rahi kaisi ye lut yaha waha
Jaye kaha bolo is paar ya us paar
Is paar ya us paar
Is paar ya us paar is paar ya

