Koi To Sune Mere Lyrics | Malhar | Lata Mangeshkar | Roshan

Koi To Sune Mere Lyrics | Malhar | Lata Mangeshkar | Roshan

Koi to sune mere ghum ka fasana
Kahin mar dale na zalim zamana
Zalim zamana
Koi to sune mere ghum ka fasana
Kahin mar dale na zalim zamana
Zalim zamana

Kafas mein aye bul-bul
Jee bhar ke ro le tu
Jee bhar ke ro le
Kafas mein aye bul-bul
Jee bhar ke ro le tu
Jee bhar ke ro le
Chuman mein tera jal gaya ashiyana
Kahin mar dale na zalim zamana
Zalim zamana
Koi to sune mere ghum ka fasana
Kahin mar dale na zalim zamana
Zalim zamana

Kasam hai tumhe meri
Haye kasam hai tumhe
Meri barabadiyon ki
Han barabadiyon ki
Kasam hai tumhe meri
Haye kasam hai tumhe
Meri barabadiyon ki
Han barabadiyon ki
Meri mout par tum na ansoo bahana
Kahin mar dale na zalim zamana
Zalim zamana
Koi to sune mere ghum ka fasana
Kahin mar dale na zalim zamana
Zalim zamana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *