Jai hanumaan
Jai hanumaan
Jai hanumaan
Dariya me deep stambh tum
Andhkar me jyoti tum
Dariya me deep stambh tum
Andhkar me jyoti tum
Nirash man ki asha tum
Nirash man ki asha tum
Bhatke ko raah dikhao tum
Dubti saans aas tum
Gyan ki bujhaao pyas tum
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujaagar
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujaagar
Nadiya jaisi chanchalta
Gagan ke jaisi akhandta
Chandrprakash ki shitalta
Nadiya jaisi chanchalta
Gagan ke jaisi akhandta
Chandrprakash ki shitalta
Parvat jaisi nichhalta
Narm dhup si komalta
Tere guno ki kya seema
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujaagar
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujaagar
Ghor andhera dur savera kaal chakra kaa kaisa phera
Kaal chakra kaa kaisa phera
Ghor andhera dur savera kaal chakra kaa kaisa phera
Kaal chakra kaa kaisa phera
Din hin ko aasra teraa
Din hin ko aasra teraa
Sath mujhe hai bas tera
Sankatmochan tu meraa
Moksha marg tu hi meraa
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujaagar
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujaagar
Dariya me deep stambh tum
Andhkar me jyoti tum
Nirash man ki asha tum
Bhatke ko raah dikhao tum
Dubti saans aas tum
Gyan ki bujhaao pyas tum
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujaagar
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujaagar
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujaagar
Jai hanuman gyan gun sagar
Jai kapis tihu lok ujaagar

