Ae Ghata Baras Ja Lyrics | Deedar | Suman Kalyanpur, Shyama Chittar | Usha Khanna

Ae Ghata Baras Ja Lyrics | Deedar | Suman Kalyanpur, Shyama Chittar | Usha Khanna

Ae ghata barsa ja ae pawan ho jhum ja
Aaj ghar aaya hai mera pyar
Tum bhi ji bhar ke kar lo didar
Tum bhi ji bhar ke kar lo didar
Ae ghata barsa ja ae pawan ho jhum ja
Aaj ghar aaya hai mera pyar
Tum bhi ji bhar ke kar lo didar
Tum bhi ji bhar ke kar lo didar
Ae ghata

Nache jaise mor hai ban mein ho
Nache dhadkan aise ban mein ye khushi
Hasi ye shagun ye milan leke wahi aa gya
Aanchal mera udta jaye kajal mera bikhra jaye
Tera mera mera tera tera mera mera tera
Tera mera mera tera tera mera mera tera pyar
Ae ghata barsa ja ae pawan ho jhum ja
Aaj ghar aaya hai mera pyar
Tum bhi ji bhar ke kar lo didar
Tum bhi ji bhar ke kar lo didar
Ae ghata barsa ja

Meri ankhiya pyasi thi kabse jaise machariya
Jal bin tarse har najar har ada kah rahi aa gaya
Wo jivan mei leke bahar
Suna tha ye aangan mera aaj hua hai darshan tera
Tera mera mera tera tera mera mera tera
Tera mera mera tera tera mera mera tera pyar
Ae ghata barsa ja ae pawan ho jhum ja
Aaj ghar aaya hai mera pyar
Tum bhi ji bhar ke kar lo didar
Tum bhi ji bhar ke kar lo didar
Ae ghata barsa ja

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *