Milne ki tum koshish karna
Wada kabhi na karna
Milne ki tum koshish karna
Wada kabhi na karna
Wada to tut jata hai
Wada to tut jata hai
Wada to tut jata hai
Wada to tut jata hai
Milne ki tum koshish karna
Wada kabhi na karna
Milne ki tum koshish karna
Wada kabhi na karna
Wada to tut jata hai
Wada to tut jata hai
Wada to tut jata hai
Wada to tut jata hai
Jab bhi tera ji chahe
Tu paas mere aa jana
Mera pyar bas tere liye hai
Tu na kabhi ghabarana
Jab bhi tera ji chahe
Tu paas mere aa jana
Mera pyar bas tere liye hai
Tu na kabhi ghabarana
Lekin sapno me milne ki
Kabhi na koshish karna
Lekin sapno me milne ki
Kabhi na koshish karna
Sapna to tut jata hai
Sapna to tut jata hai
Sapna to tut jata hai
Sapna to tut jata hai
Hoti hai bedard bahot hai
Is duniya ki rasme
Mushkil kar deti hai nibhana
Pyar wafa ki kasme
Ho hoti hai bedard bahot hai
Is duniya ki rasme
Mushkil kar deti hai nibhana
Pyar wafa ki kasme
Shishe jaise arma lekar
Raaho se na guzarna
Shishe jaise arma lekar
Raaho se na guzarna
Shisha to tut jata hai
Shisha to tut jata hai
Shisha to tut jata hai
Shisha to tut jata hai
Milne ki tum koshish karna
Wada kabhi na karna
Milne ki tum koshish karna
Wada kabhi na karna
Wada to tut jata hai
Wada to tut jata hai
Wada to tut jata hai
Wada to tut jata hai

