Ek pal mein kya se kya hua
Jadu sa kya chala
Tujhse juda hua to aaj khud se juda hua
Ek pal mein kya se kya hua
Jadu sa kya chala
Tujhse juda hua to aaj khud se juda hua
Aaye
Yaad teri aaye
Ho o o jaaye jaan bhi na jaaye
Aaye
Yaad teri aaye
Ho o o jaaye jaan bhi na jaaye
Suna suna sa hai mausam
Ojhal si shaam hai
Tanha tanha sa har rasta
Tanha makaam hai
Gumsum gumsum si lagti hai aayi hai jo hawa
Chhupke chhupke sabse chhupke rota hai aasmaan
Bejaan dhadkane meri
Aankhon mein hai duwa
Tujhse juda hua to aaj khud se juda hua
Aaye
Yaad teri aaye
Jaaye jaan bhi na jaaye
Kisne socha tha aisa bhi aayega ek din
Khali khali honge har palchin tere bin
Bechaini hai betaabi hai
Dil hai bujha bujha
Maara maara deewano sa
Phirta yahaan wahaan
Saasein ruki ruki meri
Khamosh hai sada
Tujhse juda hua to aaj khud se juda hua
Aaye
Yaad teri aaye
Jaaye jaan bhi na jaaye
Ek pal mein kya se kya hua
Jadu sa kya chala
Tujhse juda hua to aaj khud se juda hua
Aaye
Yaad teri aaye
Jaaye jaan bhi na jaaye

