Ek Bewfa Ko Dil Kaa Sahara Samajh Liya Lyrics | Ajeeb Ladki | Lata Mangeshkar, Talat Mahmood | Ghulam Mohammad

Ek Bewfa Ko Dil Kaa Sahara Samajh Liya Lyrics | Ajeeb Ladki | Lata Mangeshkar, Talat Mahmood | Ghulam Mohammad

Ek bewfa ko dil ka sahara samajh liya
Patthar ko humne
Aankh ka tara samajh liya
Ek bewfa ko dil ka sahara samajh liya
Dushman ko humne
Jaan se pyara samajh liya

Apna hi tha kasur jo
Tufan me ghir gaye
O apna hi tha kasur jo
Tufan me ghir gaye
Ek mouj thi ke jisko kinara samajh liya
Patthar ko humne
Aankh ka tara samajh liya

Jadubhari nigah ke dhokhe me aa gaye
Jadubhari nigah ke dhokhe me aa gaye
Bhule se apne dil ko tumhara samajh liya
Dushman ko humne
Jaan se pyara samajh liya
Ek bewfa ko dil ka sahara samajh liya
Dushman ko humne
Jaan se pyara samajh liya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *