Shisha Ho Ya Dil Ho Aakhir Lyrics | Aasha | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Shisha Ho Ya Dil Ho Aakhir Lyrics | Aasha | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Ho aa aa
Shisha ho ya dil ho -2
Aakhir (tut jata hai – 4)
Lab tak aate aate hatho se sagar (chut jata hai -3)
Shisha ho ya dil ho
Aakhir tut jata hai

Ho
Kafi bas arman nahi
Kuchh milna aasan nahi
Duniya ki majburi hai
Phir taqdir jaruri hai
Yeh jo dushman hai aise
Dono razi ho kaise
Ek ko manao to duja (ruth jata hai -3)
Shisha ho ya dil ho
Aakhir tut jata hai

Baithe the kinare pe
Maujo ke ishare pe – (2)
Ham khele tufano se
Is dil ke armano se
Hamko ye malum na tha
(koyi sath nahi deta -2)
Majhi chhod jata hai
Saahil (chut jata hai -3)
Shisha ho ya dil ho -2
Aakhir (tut jata hai – 4)
Shisha ho ya dil ho

Duniya ek tamasha hai
Aasha aur nirasha hai
Thode phul hai kante hai
Jo taqdir ne bante hain
Apna apna hissa hai
Apna apna kissa hai
Koi lut jata hai
Koi (lut jata hai -3)
Shisha ho ya dil ho
Aakhir (tut jata hai – 4)
Lab tak aate aate hatho se sagar (chut jata hai -3)
Shisha ho ya dil ho

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *