Janam Janam Jo Saath Nibhaye Ek Aisa Bhandhan Ban Jao Lyrics | Raja Bhaiya | Udit Narayan, Alka Yagnik | Nadeem Shravan

Janam Janam Jo Saath Nibhaye Ek Aisa Bhandhan Ban Jao Lyrics | Raja Bhaiya | Udit Narayan, Alka Yagnik | Nadeem Shravan

Janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
Mai ban jau pyar bhara dil
Mai ban jau pyar bhara dil
Tum dil ki dhadkan ban jao
Tum dil ki dhadkan ban jao
Janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
Mai ban jau pyar bhara dil
Tum dil ki dhadkan ban jao
Tum dil ki dhadkan ban jao

Jab jab dekhu tumko dekhu yu bas jao ankho me
Yu bas jao ankho me
Jab jab dekhu tumko dekhu yu bas jao ankho me
Mai chehra ban jau tumhara
Mai chehra ban jau tumhara
Tum mera darpan ban jao
Tum mera darpan ban jao
Janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
Ek aisa bandhan ban jao

Ek duje me aao chalo hum aise aaj sama jaye
Aise aaj sama jaye
Ek duje me aao chalo hum aise aaj sama jaye
Mai ban jaau sans tumhari
Mai ban jaau sans tumhari
Tum mera jiwan ban jao
Tum mera jiwan ban jao
Janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
Mai ban jau pyar bhara dil
Mai ban jau pyar bhara dil
Tum dil ki dhadkan ban jao
Tum dil ki dhadkan ban jao

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *