Itne Bade Jahan Me Apna Bhi To Koi Hota Lyrics | Dark Street | Suman Kalyanpur | Dattaram Wadkar

Itne Bade Jahan Me Apna Bhi To Koi Hota Lyrics | Dark Street | Suman Kalyanpur | Dattaram Wadkar

Itne bade jaha me apna bhi koi hota
Itne bade jaha me apna bhi koi hota
Hum bhi to muskarate apna use banate
Itne bade jaha me apna bhi koi hota

Mang me sindur hai ya aag laga di
Pav me payal hai ya jhanjhr pehna di
Shadi ke parde me ye barbadi rachaye
Aati hai shehnayi se mausam ki sdaye
Haye mosam ki sdaye
Itne bade jaha me apna bhi koi hota
Hum bhi to muskarate apna use banate
Itne bade jaha me

Dhan ka jab talak jaha me raz rahega
Aadmi ka aadmi mohtaz rahega
Lutte hai khof dikhakar lutere
Kyu sahe saitan sa insan ke chehre
Itne bade jaha me apna bhi koi hota
Hum bhi to muskarate apna use banate
Itne bade jaha me

Logo ne daulat ko khuda kar hi chhod a
Logo ne daulat ko khuda kar hi chhod a
Insa koi sath juda kar ke hi chhod a
Bich se daulat ki ye diwar gira do
Utho aadmi ko aadmi se mila do
Utho aadmi ko aadmi se mila do

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *