Yeh Jo Halka Halka Surur Hai Sab Teri Nazar Ka Kasur Hai Lyrics | Souten Ki Beti | Anuradha Paudwal, Kishore Kumar | Vedpal

Yeh Jo Halka Halka Surur Hai Sab Teri Nazar Ka Kasur Hai Lyrics | Souten Ki Beti | Anuradha Paudwal, Kishore Kumar | Vedpal

Ye jo halka halka surur hai
Ye jo halka halka surur hai
Sab teri najar ka kasur hai
Tune jam labo se pila diya
Mujhe ek sarabi bana diya
Mujhe ek sarabi bana diya re mujhe ek sarabi bana diya
Ye jo hum dono me surur hai
Ye jo hum dono me surur hai
Ye sab sawan ka kasur hai
Kuch kali ghata ne pila diya
Kuch teri najar ne pila diya
Haye mujhe sarabi bana diya
Haye mujhe sarabi bana diya

Tu jhumti botal lagti hai
Tu jhumti botal lagti hai
Pura maykhana lagti hai
Mujhe or nasha chad jata hai
Jab tu nagin si chalti hai
Jab tu nagin si chalti hai
Re mujhe or nasha chad jata hai
Tu pikar jhuth bolta hai
Tu pikar jhuth bolta hai
Tujhe kala kauwa katega
Are tujhe kala kauwa katega
Ab kauwa kate ya sap dase
Tune pyar ka jahar pila diya
Mujhe ek sarabi bana diya re mujhe ek sarabi bana diya

Maine pahle bhi tumnhe kahi dekha hai
Tu kuch kuch aisi lagti hai
Tu kuch kuch aisi lagti hai
Mujhe rekha jaisi dikhti hai
Mujhe bahut chad gayi hai sayad
Tu double role me lagti hai
Mujhe do do rekha dikhti hai
Mujhe do do rekha dikhti hai
Jhutha kahi ka
Tu pikar jhuth bolta hai
Tu pikar jhuth bolta hai
Tujhe kala kauwa katega
Re tujhe kala kauwa katega
Ab kauwa kate ya sap dase
Tune pyar ka jahar pila diya
Mujhe ek sarabi bana diya re mujhe ek sarabi bana diya

Ye jo halka halka surur hai
Ye sab sawan ka kasur hai
Nahi nahi ye teri najar ka kusur hai
Tune jam labo se pila diya
Hum dono ko sarabi bana diya re hum dono ko sarabi bana diya
Hum dono ko sarabi bana diya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *