Dipaawali Manaai Suhaani Lyrics | Shirdi Ke Sai Baba | Asha Bhosle | Pandurang Dikshit

Dipaawali Manaai Suhaani Lyrics | Shirdi Ke Sai Baba | Asha Bhosle | Pandurang Dikshit

Dipawali manai suhani
Dipawali manai suhani
Mere saai ke hatho me jadu ka pani
Dipawali manai suhani
Dipawali manai suhani
Mere baba ke hatho me jadu ka pani
Dipawali

Shradha ka deepak bhakti ki jyoti
Shradha ka deepak bhakti ki jyoti
Satya prem ki jalati nishani
Satya prem ki jalati nishani
Dipawali manai suhani
Dipawali manai suhani
Mere baba ke hatho me jadu ka pani
Dipawali manai suhani
Dipawali

Mere sai ki amrit wani
Mere sai ki amrit wani
Mai to bhai re sai ki diwani
Mai to bhai re sai ki diwani
Dwarka bhai ye ved purani
O dwarka bhai ye ved purani
Dipawali manai suhani
Dipawali manai suhani
Mere saai ke hatho me jadu ka pani
Dipawali manai suhani
Dipawali manai suhani
Mere baba ke hatho me jadu ka pani
Dipawali dipawali

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *