Saaiyaan, Rab Mujhse Khafa Lyrics | Gunday | Shahid Mallya | Sohail Sen

Saaiyaan, Rab Mujhse Khafa Lyrics | Gunday | Shahid Mallya | Sohail Sen

Kal mira tadpi kanha ko sab laj samaj ganwai re
Ab prem me tadpan tarsan ki hai bari kanha ki aayi re
Mori jan gayi
Mori jan gayi
O tora khel hua
Tora khel hua
Mujhse main rutha mujhme main tuta
O mujhse main rutha mujhme main tuta
Mujhko maine ishq wafa me khud hi hai luta
Khud hi hai luta
Lut lut ke
Lut lut ke jina hai marna baake yar bina
Saaiya hud main ki kara saaiya
Jina ya mara saaiya rab mujhse khafa saaiya

Ho sapno ke shishe tute dukh ki darar se
Chah ke bhi nikle na mann majhdhar se
Koi bhi na bole aur koi bhi bulaye na
Phir bhi awaze sune badlo ke paar se
Rus rus ke
Rus rus ke mann se mann jana khud hi yar bina
Saaiya hud main ki kara saaiya
Jina ya mara saaiya rab mujhse khafa saaiya
Saaiya hud main ki kara saaiya
Jina ya mara saaiya rab mujhse khafa saaiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *