Bhatakti Hai Jawan Nazre Lyrics | Mera Naam Johar | Sharda | Usha Khanna

Bhatakti Hai Jawan Nazre Lyrics | Mera Naam Johar | Sharda | Usha Khanna

Bhatakti hai jawa nazre fiza me
Mohobat ko taras khana hi hoga
Dile betab ki awaz sun kar
Vo aayega use aana hi hoga
Aana hi hoga aana hi hoga

Aye meri zingdi koi manzil talash kar jo dil ka
Dard jaan le vo dil talash kar vo dil talash kar
Aye meri zingi koi manzil talash kar jo dil ka
Dard jaan le vo dil talash kar vo dil talash kar

Mathe pe shame gam ke kohra sa jam raha hai
Moje tehel rahi hai tufan tham raha hai
Jo mil ke kho gaya hai vo sahil talash kar jo dil ka
Dard jaan le vo dil talash kar vo dil talash kar

Kuch dil bhi hai paresha kuch ruh bhi hai pyasi
Kab tak rahegi aakhir ye maut ki udasi
Jo maar ke jalaye vo katil talash kar jo dil ka
Dard jaan le vo dil talash kar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *