Will You Marry Me Lyrics | Turning 30 | Aparna Dauria, Suraj Jagan | Siddharth Suhas

Will You Marry Me Lyrics | Turning 30 | Aparna Dauria, Suraj Jagan | Siddharth Suhas

Na jaane tune kya kaha hai jaane kya maine suna hai
Kehta hai dil tujhse keh doon
Will you
Will you
Will you marry me
Nahi pata tha yun kahoge mujhse tum shaadi karoge
Ho tum ok ok par lagte ho mujhe acche acche

Tedhi medhi gaadi chalao
Shopping mein paise udaao
Makeup mein ghante bitao
Phir bhi main kahunga marry me
Subah subah jaldi uth jaana
Acchi si coffee banana
Sugar free ko hi milana
Parde ko hata ke
Aasman mein
Likh zara khwaishon ka pata
Yeh raatein
Keh rahi din lagey khwaab sa
Aasman mein
Hai likha khwaishon ka pata
Yeh raatein
Keh rahi din lagey khwaab sa

Senti wale message matt karna
Kaam ho tohi phone karna
Besure gaane na gaana
Bas guitar hi baja
Mera promise chup rahunga
Guitar ko hi bech dunga
Bech ke phir main kahunga
Will you
Will you
Will you marry me

Monopoly mein haar jaana
Scrabble mein mujhe jitaana
Gameplan mera hai yahi ki har baazi ko main hi jeetungi
Soccer mein bhi tujhse haarunga
Boxing mein bhi pitt jaaunga
Bikri mein yeh kahunga will you marry me
Aasman mein
Hai likha khwaishon ka pata
Yeh raatein
Keh rahi din lagey khwaab sa
Aasman mein
Hai likha khwaishon ka pata
Yeh raatein
Keh rahi din lagey khwaab sa
Khwaab sa

In my dreams o sanam
You and me aur hum
Chal rahi baadlon mein and the moon and the stars
Like you and me kar rahi intezaar
Intezaar
Na jaane tune kya kaha hai jaane kya maine suna hai
Kehta hai dil tujhse keh doon
Will you
Will you
Will you marry me

Nahi pata tha yun kahoge mujhse tum shaadi karoge
Ho tum ok ok par lagte ho mujhe acche acche
Tedhi medhi gaadi chalao
Shopping mein paise udaao
Makeup mein ghante bitao
Phir bhi main kahunga marry me

Subah subah jaldi uth jaana
Acchi si coffee banana
Sugar free ko hi milana
Padade ko hata ke
Aasman mein
Likh zara khwaishon ka pata
Yeh raatein
Keh rahi din lagey khwaab sa
Aasman mein
Hai likha khwaishon ka pata
Yeh raatein
Keh rahi din lagey khwaab sa
Khwaab sa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *