Ek To Baarish Uspe Tera Intzar Lyrics | Jodi Kya Banayi Wah Wah Ramji | Anand Raj Anand, Kavita Krishnamurthy | Anand Raj Anand

Ek To Baarish Uspe Tera Intzar Lyrics | Jodi Kya Banayi Wah Wah Ramji | Anand Raj Anand, Kavita Krishnamurthy | Anand Raj Anand

Ek to barish uspe tera intjar
Yar pyar hai bada kthin
Ek to barish uspe tera intjar
Yar pyar hai bada kthin
Mai yaha hu tu vaha hai dil hai bekrar
Pyar hai bada kthin
Divane ho gaye tum kaha pe kho gaye
Kya hua hai tum ko mere yar
Ek to barish uspe tera intjar
Yar pyar hai bada kthin
Mai yaha hu tu vaha hai dil hai bekrar
Pyar hai bada kthin

Rok na saki ye barise mujhe teri kasam
Rok na saki ye barise mujhe teri kasam
Aa gayi mai aa gayi hu milke bhigenge sanam
Aa gayi mai aa gayi hu milke bhigenge sanam
Haye hath rakh de dil pe mere
Baj uthenge tar pyar hai bada kthin
Ek to barish uspe tera intjar yaar pyar hai bada kthin

Le chali divangi na jane dono ko kidhar
Le chali divangi na jane dono ko kidhar
Ye hamari chahto ka pahla pahla hai safar
Ye hamari chahto ka pahla pahla hai safar
Haye dar sa lag raha hai
Kya ye ho gaya hai yar pyar hai bada kthin
Ek to barish uspe tera intjar
Yar pyar hai bada kthin mai yaha hu tu vaha hai
Dil hai bekrar pyar hai bada kthin
Divane ho gaye tum kaha pe kho gaye
Kya hua hai tum ko mere yar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *