Bhaj Mann Narayan Narayan Lyrics | Prabhu Ki Maya | Hemant Kumar | Ravi

Bhaj man narayan narayan bhaj man narayan narayan
Narayan narayan bhaj man narayan narayan
Bhaj man narayan narayan

Ye jiwan kachha taar tutke lage na ek bhi baar
Pehen le sewa ka tu haar tera ho jaye beda par
Bhaj man narayan narayan bhaj man narayan narayan

Jag ki seva maha bharam hai
Jag ki seva maha bharam hai
Dil ko dukhana paap karam hai
Par hit me tu pran gawa de vedo ka ye saar
Par hit me tu pran gawa de vedo ka ye saar
Pehen le sewa ka tu haar tera ho jaye beda par
Bhaj man narayan narayan bhaj man narayan narayan

Guru gyan sabse badhkar hai
Ye dhan rehta sada amar hai
Guru gyan sabse badhkar hai
Ye dhan rehta sada amara hai
Saccha guru dhudh le tu ye vina ki jhankar
Saccha guru dhudh le tu ye vina ki jhankar
Pehen le sewa ka tu haar tera ho jaye beda par
Bhaj man narayan narayan bhaj man narayan narayan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *