Prem Ki Boli Bol Lyrics | Sant Gyaneshwar | Asha Bhosle | Shrikant Telang

Karta dharta wo hi sabka wo hi ek karta
Ek bada parivaar usi ka yeh sara sansaar

Prem ki boli bol tu mukh se
Prem ki boli bol tu mukh se
Prem hi hai parmaatma kaun hai nicha kaun hai uncha
Sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se

Man mein jo prem ka deep jale
Dur hate sab andhiyara akhand sansaar agyaan mite
Faile gyan ka ujiyara faile gyan ka ujiyara
Iss dharti se paap hate iss dharti se paap hate
Aur chamke punay ki poornima
Kaun hai nicha kaun hai uncha
Sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se
Prem hi hai parmaatma kaun hai nicha kaun hai uncha
Sab mein ek hi aatma prem ki boli bol tu mukh se

Jag mein wo sare dharam jhuthe
Jo hum sab ko bharmaye
Maanav dharam hi sachcha hai prem ki rah jo dikhlaye
Prem ki rah jo dikhlaye ek dusre ki bhulon ko
Ek dusre ki bhulon koprem bhaav se karo shama
Kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma
Prem ki boli bol tu mukh se prem hi hai parmaatma
Kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma
Kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma
Kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma
Kaun hai nicha kaun hai uncha sab mein ek hi aatma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *