Pahali Nazar Men Hamane To Apanaa Lyrics | The Burning Train | Usha Mangeshkar, R D Burman, Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Amit Kumar | R D Burman

Pehli nazar me hamne to apna dil de diya tha tumko
Par tumne der lagaai ruk-ruk ke baat badhaai
Waise to hamne milte hi tumse apna liya tha tumko
Par jaane ki baat jo aayi na keh ke kadar badhaai

Dekha tumhe to hamne sabse nazar utha li
Khone ki chiz kho li
Paane ki chiz paa li
Ho o sidhe na sahi ghum ke sahi mil to gaye hai
Pehli nazar me hamne to apna dil de diya tha tumko
Par tumne der lagaai ruk-ruk ke baat badhaai

Hamne tumhaari khaatir kya-kya kiye bahaane
Ho o aasan nahi mohabbat ab to ye baat maani
Ho o chhod a nahi dam jaise bhi ho ham mil to gaye hai
Pehli nazar me hamne to apna dil de diya tha tumko
Par tumne der lagaai ruk-ruk ke baat badhaai

Likha tha aasmaa par yun hi ye khel hona
Pehle nazar ulajhana phir dil ka mel hona
Ho o chhodo ye gile jaise bhi mile mil to gaye hai
Pehli nazar me hamne to apna dil de diya tha tumko
Par tumne der lagaai ruk-ruk ke baat badhaai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *