Dekho Mehnat Se Daulat Ki Yaari Lyrics | Rakhi | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | Ravi

Dekho Mehnat Se Daulat Ki Yaari Lyrics | Rakhi | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | Ravi

Dekho mehnat se daulat ki yari
Dekho mehnat se daulat ki yari
Din rat badli halat badle
Mehnat ne dunia sawari
Dekho mehnat se daulat ki yari
Dekho mehnat se daulat ki yari
Dekho mehnat se daulat ki yari
Dekho mehnat se daulat ki yari

Mana koi chiz takdir bhi hai
Par ye na bhulo ke tadbir bhi hai
Ye tadbir pathar me kaliya khila de
Garibi ke sholo ko sabnam bana de
Din rat badle halat badle
Mehnat ne dunia sawari
Dekho mehnat se daulat ki yari
Dekho mehnat se daulat ki yari
Dekho mehnat se daulat ki yari
Dekho mehnat se daulat ki yari

Garibi ki janjir kab tak rahegi
Mehnat ki choti ye kab tak sahegi
Garibi ka ho jiske ghar me andhera
Wo mehnat ke suraj se kar le sawera
Mehnat ne dunia sawari
Dekho mehnat se daulat ki yari
Dekho mehnat se daulat ki yari
Din rat badle halat badle
Mehnat ne dunia sawari
Dekho mehnat se daulat ki yari
Dekho mehnat se daulat ki yari
Dekho mehnat se daulat ki yari
Dekho mehnat se daulat ki yari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *