Pyar Ka Taraana Lyrics | Pyar Ka Taraana | Lata Mangeshkar | Ram Laxman

Kaha tha jo tumne kyu maine mana
Kaha tha jo tumne kyu maine mana
Ke jindagi hai pyar ka tarana pyar ka tarana

Mathe pe tum laga ke bindiya ho gaye mujhse dur
Ye na socha lakar dega koun mujhe sindur

Aansu pikar jine se to marna hai kubul
Sine me chubhate hai teri yado ke trisul

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *