Ghar Se Masjid Hai Bahut Dur Lyrics | Tamanna | Sonu Nigam | Anu Malik

Ghar se masjid hai bahut dur chalo yu kar le

Kisi rote huye bachche ko hansaaya jaaye

Hamsafar toh koyi wakt ke viraane me
Hamsafar toh koyi wakt ke viraane me
Suni aankho me
Suni aankho me koyi khwaab sajaaya
Ghar se masjid hai bahut dur chalo yu kar le
Kisi rote huye bachche ko hansaaya jaaye

Roshani ki bhi hifaajat hai
Ibaadat ki tarah
Roshani ki bhi hifaajat hai
Ibaadat ki tarah
Bujhte suraj se
Bujhte suraj se charaago ko jalaaya jaaye
Ghar se masjid hai bahut dur chalo yu kar le
Kisi rote huye bachche ko hansaaya jaaye

Gam akela hai toh saanso ko satata hai bahut

Dard ko dard kaa
Dard ko dard kaa hamdard banaaya jaaye
Ghar se masjid hai bahut dur chalo yu kar le
Kisi rote huye bachche ko hansaaya jaaye
Kisi rote huye bachche ko hansaaya jaaye
Ghar se masjid hai bahut dur chalo yu kar le
Kisi rote huye bachche ko hansaaya jaaye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *