Hmm jaan-e-man jaan-e-man
Jaan-e-man jaan-e-man
Hm hm hm
Hm hm hm
Jaan-e-man jaan-e-man
Jaan-e-man kisi ka naam nahin
Phir bhi yeh naam honthon pe na ho
Aisi koi subah nahin
Shaam nahin
Jaan-e-man jaan-e-man -2
[ mainne sifr khayaalon se
Khwaabon ki sej sajaayi hai
Dil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai ] 2
Tasveeron pe marta hoon
Waqt guzaara karta hoon
Main mehboob ki galiyon ka
Koi aashiq badnaam nahin
Jaan-e-man jaan-e-man -2
Kal ki baat khuda jaane par aaj talaq woh baat nahin -2
Dil par baadal chaaye hain par aankhon mein barsaat nahin
Aisa main deewana hoon
Aisa main mastaana hoon
Pyaas to hai in honthon par
Lekin haathon mein jaam nahin
Jaan-e-man jaan-e-man -2
Jaan-e-man kisi ka naam nahin
Phir bhi yeh naam honthon pe na ho
Aisi koi subah nahin
Shaam nahin
Jaan-e-man jaan-e-man -2
Hm hm hm
Hm hm hm -2

