Hum Bechare Pyar Ke Maare, Aur Tum To Tum Ho Lyrics | Rangoli | Kishore Kumar | Shankar Jaikishan

Hum Bechare Pyar Ke Maare, Aur Tum To Tum Ho Lyrics | Rangoli | Kishore Kumar | Shankar Jaikishan

Hum bechare pyar ke mare
Aur tum to tum ho waah re waah re
Lo darte darte badhte badhte
Tum tak aa pahuche
Lo darte darte badhte
Badhte tum tak aa pahuche
Hum bechare pyar ke mare
Aur tum to tum ho waah re waah re
Lo darte darte badhte badhte
Tum tak aa pahuche

Bahki nigahe masha allha masha allha
Banki adaye masha allha oo masha allha
Palko ki uthati girti chilman
Tir chalaye masha allah
Dil ka karar ho tum jane bahar ho tum
Karne ko aaye hai nazre
Hum bechare pyar ke mare
Aur tum to tum ho waah re waah re
Lo darte darte badhte badhte
Tum tak aa pahuche

Chal tumhari sabse aala waah waah waah
Bat tumhari ras ka payala waah waah waah
Apna to haal kuch na puchho
Kaid huya hai chahne wala
Julfo ke jal me hum tere khayal me
Hai uljhe hai arama hamare
Hum bechare pyar ke mare
Aur tum to tum ho waah re waah re
Lo darte darte badhte badhte
Tum tak aa pahuche

Kya hai khayal kuch to bolo
Hai dil ki juban kuch to kholo
Nahi tumko kasam hai mere dil ki
Naino me aao dil me dolo
Humne wo kam kiya duniya me naam kiya
Kude hai ghar me tumhare
Hum bechare pyar ke mare
Aur tum to tum ho waah re waah re
Lo darte darte badhte badhte
Tum tak aa pahuche
Lo darte darte badhte badhte
Tum tak aa pahuche

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *