Phir Wohi Raste Lyrics | Ramchand Pakistani | Shafqat Amanat Ali | Debojyoti Mishra

Phir Wohi Raste Lyrics | Ramchand Pakistani | Shafqat Amanat Ali | Debojyoti Mishra

Phir wo hi raaste phir wo hi raah gujar
Jane ho ya na ho mera ghar wo nagar
Phir wo hi raaste phir wo hi raah gujar
Jane ho ya na ho mera ghar wo nagar

Ye kahani nahi jo suna dunga main
Zindagani nahi jo ganwa dunga main
Chhanv bhi dhup ki tarah gujri meri
Ab jo diwar aaye goira dunga main
Phir wo hi raaste phir wo hi raah gujar
Jane ho ya na ho mera ghar wo nagar

Tera aanchal raha aasma ki tarah
Sare mausam gaye hai khiza ki tarah
Tera aanchal raha aasma ki tarah
Sare mausam gaye hai khiza ki tarah
Saye ki tarah sab dur hote gaye
Sirf khushboo rahi ek maa ki tarah
Phir wo hi raaste phir wo hi raah gujar
Jane ho ya na ho mera ghar wo nagar

Jinme khela tha main meri galiya wahi
Kya meri muntzir hai ke aau kabhi
Wo mere sath patange meri
Mere hatho ko chumengi aakar kabhi
Phir wo hi raaste phir wo hi raah gujar
Jane ho ya na ho mera ghar wo nagar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *