Ab main jaau
Magar kyu abhi itni jaldi
Kya batau
Are suno to nahi
Main to chal di
Mujhe kuch tumse kahna hai
Kaho na
Do ghadi pass baithi raho na
Ab main jaau
Magar kyu abhi itni jaldi
Kya batau
Suno to nahi main to chal di
Suno suno mujhe kuch tumse kahna hai
Kaho na
Do ghadi pass baithi raho na
Ab main jaau
Magar kyu abhi itni jaldi
Kya batau
Suno to nahi main to chal di
Jane se pehle ye to bata do
Phir hogi kaise mulakat
Meri jaan dil na todo
Dariya kinare chhupte chhupate
Aaungi main to kal raat chalo
Hath mera chhodo
Na na na
Kitni baate hai ab tak adhuri
Aaj ki bate kal hongi puri
Ab main jaau
Ab main jaau
Magar kyu abhi itni jaldi
Kya batau
Suno to nahi main to chal di
Har roj vada karti ho kal ka
Karta hu yu intzaar baar baar main tumhara
Majbur tum bhi majbur main bhi
Karni padegi baar baar ruswaiya ganwara
Accha accha par ye majburiya aur kab tak
Agni phere na ho jaye jab tak
Ab main jaau
Ab main jaau
Magar kyu abhi itni jaldi
Ab main jaau
Magar kyu abhi itni jaldi
Ab main jaau
Bye bye tata tata
Bye bye tata tata
Bye bye tata tata

