Bekhudi bekhudi mere dil pe aisi chhayi
Tu hi tu mujhme samayi
Ban gayi meri khudai beliya
Duniya ho jaaye parayi
Na dena mujhko rihaai
Ab qubool na judaai beliya
Bekhudi bekhudi mere dil pe aisi chhayi
Tu hi tu mujhme samayi
Ban gayi meri khudai beliya
Duniya ho jaaye parayi
Na dena mujhko rihaai
Ab qubool na judaai beliya
Jahan jahan tera chehra
Wahan wahan meri aankhe
Sochti hu aksar main toh lamha lamha teri baate
Bekhudi bekhudi mere dil pe aisa chhaya
Tu hi tu mujhme samaya
Ban gaya tu mera saya beliya
Duniya ho jaaye parayi
Na dena mujhko rihaai
Ab qubool na judaai beliya
Bekhudi bekhudi
Qatra sa mukhtasar hai
Ise seene se yun lagana
Baagi nahi ye aashiq tera
Hai dil ko na aazmana
Benazir tujhsa koi na jahan me
Tohmato se rehna tu ab juda
Bekhudi bekhudi mere dil pe aisi chhayi
Tu hi tu mujhme samayi
Ban gayi meri khudai beliya
Duniya ho jaaye parayi
Na dena mujhko rihaai
Ab qubool na judaai beliya
Bekhudi bekhudi
Dhundle hue hai manzar mere
Tu raahe inhe dikhana
Jaziro se vaasta hai mera
Tu rehmat ka hai fasana
Kaagzo pe jaise bikhri hai siyahi
Kahani apni yun kar bayaan
Bekhudi bekhudi mere dil pe aisi chhayi
Tu hi tu mujhme samayi
Ban gayi meri khudai beliya
Duniya ho jaaye parayi
Na dena mujhko rihaai
Ab qubool na judaai beliya
Bekhudi bekhudi

