Reham Na Khana Lyrics | Roti | Akhtaribai Faizabadi | Anil Biswas

Reham Na Khana Lyrics | Roti | Akhtaribai Faizabadi | Anil Biswas

Raham na khana
Raham na khana
Hai makkar zamana
Hai makkar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkar zamana
Hai makkar zamana
Raham na khana

Jhutha sadhu pahan ke aaya daya dharm ka pana
Hai makkar zamana raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Isi raham ne tumko mitaya
Raaj paat sab apna ganvaya
Isi raham ne tumko mitaya
Raaj paat sab apna ganvaya
Khaan ne khoi aan baan
Mukhtakh bane hai rana
Hai makkar zamana raham na khana
Khaan ne khoi aan baan
Mukhtakh bane hai rana
Hai makkar zamana raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkar zamana
Hai makkar zamana

Dukhiya durbal chhin le roti
Hath marod ke chhin le roti
Dukhiya durbal chhin le roti
Hath marod ke chhin le roti
Bhikh mang kar jeene se to acchha hai mar jana
Hai makkar zamana raham na khana
Bhikh mang kar jeene se to acchha hai mar jana
Hai makkar zamana raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkar zamana
Hai makkar zamana
Raham na khana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *