Eena Meena Myna Mo Lyrics | Zokkomon | Yashita Yashpal Sharma | Shankar Ehsaan Loy

Eena Meena Myna Mo Lyrics | Zokkomon | Yashita Yashpal Sharma | Shankar Ehsaan Loy

Eena meena myna mo
Eena meena myna mo
Hanste rehna jo bhi ho
Hota hai jo hone do
Duniya mein kitna ulta seedha hai
Mere dil ne to bas yeh seekha hai
Jis mein khushi hai wohi zindagi hai
Gaao
Eena meena myna mo
Hota hai jo hone do

Chehre se chinta aise hata de
Coat se jaise koi dhool urraa de
Gum ka macchar na kaate dil ho aisi macchardaani
Eena meena myna mo
Hota hai jo hone do

Dekho yeh duniya hai kaisa tamaasha
Log subah savaire ghar se nikal aate hain saare
Aankhon mein le ke woh aasha niraasha
Har roj sheher ki sarrkon par phirte maare maare
Kaisa dil kambkht hai
Har ek hakka bakka hai
Cheekham dhaari
Maara maari
Kheecham khaachi lakka chuppi
Suno
Samjhe
Eena meena myna mo
Hota hai jo hone do

Ho duniya me hai gadbad sari
Phir bhi ye duniya hai pyari
Jaisi bhi hai hai to humari
Aao kyu na ise saware ise nikhare
Phul khilaye pyar jagaye pyar nibhaye
Dost banaye geet sunaye
Hota hai
Hota hai
Hota hai
Hota hai
Kiyun hota hai ye na jane koi
Koi kyu paata
Koi kyu khota hai
Ye na jane koi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *