Gunji Angana Mein Shehnaayi Lyrics | Life Partner | Sunidhi Chauhan | Pritam Chakraborty

Gunji Angana Mein Shehnaayi Lyrics | Life Partner | Sunidhi Chauhan | Pritam Chakraborty

Gori sharmaayi man mein muskaayi
Gunji angna mein shehnaayi
Gori sharmaayi man mein muskaayi
Gunji angna mein shehnaayi
Baaje gali mein dhol
Gori ghunghta to khol
Baaje gali mein dhol
Gori ghunghta to khol
Pi se milan ki ghadi aayi
Gunji angna mein shehnaayi
Gori sharmaayi man mein muskaayi
Gunji angna mein shehnaayi
Gunji angna mein shehnaayi

He dono hatheli mehndi hai kaisa rang laayi
Dono hatheli mehndi hai kaisa rang laayi
Ang ang haldi jo lage mehki mehkaayi
Ang ang haldi jo lage mehki mehkaayi
Mehka jo yun tan man
Badhne lagi dhadkan
Mehka jo yun tan man
Badhne lagi dhadkan
Anjaani khushiya hai lehraayi
Gunji angna mein shehnaayi
Gori sharmaayi man mein muskaayi
Gunji angna mein shehnaayi
Gunji angna mein shehnaayi

Gaati hai galiya gaate hai saare chaubare
Gaati hai galiya gaate hai saare chaubare
Baaraat aayi sapno ki gori ke dwaare
Baaraat aayi sapno ki gori ke dwaare
Paayal chhanakne de
Kangna khanakne de
Paayal chhanakne de
Kangna khanakne de
Masti hawaao mein hai chhayi
Ja
Gunji angna mein shehnaayi
Gori sharmaayi man mein muskaayi
Gunji angna mein shehnaayi
Gunji angna mein shehnaayi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *