Ab Mai Ration Ke Kataro Me Nazar Aata Hu Lyrics | Cry For Cry (Jagjit Singh) | Jagjit Singh | Jagjit Singh

Ab main raashan ki kataro me nazar aata hu

Apne kheton se bichhadne ki saza paata hu

Itni mehangaayi ke bazaar se kuch laata hu

Apne bacchon me use baant ke sharmata hu
Ab main raashan ki kataro me nazar aata hu

Apni nindo ki lahu pochhne ki koshish me

Jaagte jaagte
Thak jaata hoon so jaata hu
Ab main raashan ki kataro me nazar aata hu

Koi chaadar samajh ke khinch na le
Fir se khali
Koi chaadar samajh ke khinch na le
Fir se khali
Main kafan odh kar foot-paath pe so jaata hu
Ab main raashan ki kataro me nazar aata hu
Apne kheton se bichhadne ki saza paata hu
Ab main raashan ki kataro me nazar aata hu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *