Dekho Kab Tak Teri Main Rah Sajna Lyrics | Ilzaam | Asha Bhosle | Madan Mohan

Dekho Kab Tak Teri Main Rah Sajna Lyrics | Ilzaam | Asha Bhosle | Madan Mohan

Bujhne lagi hai shama tere intezaar ki
Ab aa bhi ja ke tut chali aas pyar ki
Dekhu kab tak teri main raah sajna
Dekhu kab tak teri main raah sajna
Teri rah sajna
Teri rah sajna
Teri rah sajna
Teri rah sajna
Dekhu kab tak teri main raah sajna
Dekhu kab tak teri main raah sajna

Chaand taaro ki baarat jaane lagi
Chaand taaro ki baaraat jaane lagi
Ab to aaja piya raat jaane lagi
Raat jaane lagi
Tujhe dhundhe hai meri nigaah sajna
Tujhe dhundhe hai meri nigaah sajna
Dekhu kab tak teri main raah sajna

Phul saakho pe aaraam se so gaye
Phul saakho pe aaraam se so gaye
Tum naa jaane
Naa jaane kaha kho gaye
Kahaa kho gaye
Mujhe sone na de teri yaad sajna
Mujhe sone na de teri yaad sajna
Dekhu kab tak teri main raah sajna
Teri rah sajna
Teri rah sajna
Dekhu kab tak teri main raah sajna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *